"IS EiD Pe LOT K AA JANA."
Kuch yadain taza karni hain
Kuch lamhay mor k lanay hain
Kuch taaray tor k lanay hain
Wo masti aur Wo madhoshi Wo bachpan mor k lana hay
IS EID PE LOT K AA JANA
Ab dil ko dil ki dharkan se phir Eid mubarak kehna hay
Ab sath bohat din rehna hay
IS EID PE LOTK AA JANA.
No comments:
Post a Comment